Faiz: Sheeshon ka maseeha koi nahin
Sheeshon ka maseeha koi nahin byFaiz Ahmed FaizMoti ho ki sheesha jaam ki durJo toot gaya so toot gayaKab ashkon se jud sakta haiJo toot gaya so chhoot gayaTum naahak tukde chun chun karDaaman mein...
View ArticleFaiz: Hazaar dard shab-e-aarzoo ki raah mein hai
Hazaar dard shab-e-aarzoo ki raah mein haiby Faiz Ahmed FaizHazaar dard shab-e-aarzoo ki raah mein haiKoi thikaana bataao ki qaafila utreQareeb aur bhi aao ki shauq-e-deed miteSharaab aur pilaao ki...
View ArticleFaiz: Bahaar Aayi
Bahaar AayibyFaiz Ahmed FaizBahaar aayi to jaise yak-baarLaut aaye hain phir adam seWoh khwaab saare shabaab saareJo tere honton pe mar-mite theyJo mit ke har baar phir jiye theyNikhar gaye hain gulaab...
View ArticleFaiz: Koi Aashiq Kisi Mehbooba Se
Koi Aashiq Kisi Mehbooba Se!by Faiz Ahmed FaizYaad ki rehguzar jis pe isi surat seMuddatein beet gayi hai tumhe chalte chalteKhatm ho jaaye jo do chaar kadam aur chaloMod padta hai jahaan...
View ArticleFaiz: Nahin nigaah mein manzil
Nahin nigaah mein manzil to justajoo hi sahiby Faiz Ahmed FaizNahin nigaah mein manzil to justajoo hi sahiNahin visaal mayassar to aarzoo hi sahiNa tan mein khoon faraaham na ashk aankon...
View ArticleFaiz: Is waqt to yunh lagta hai
Is waqt to yunh lagta haibyFaiz Ahmed FaizIs waqt to yunh lagta hai ab kuch bhi nahin haiMahtaab na suraj, na andhera na saveraAankhon ke darichon pe kisi husn ka chilmanAur dil ki panaahon mein kisi...
View ArticleFaiz: Aaj ik harf ko phir dhoondta phirta hai khayaal
Aaj ik harf ko phir dhoondta phirta hai khayaalbyFaiz Ahmed FaizAaj ik harf ko phir dhoondta phirta hai khayaalMadh bhara harf koi zehar bhara harf koiDil-nasheen harf koi qahar bhara harf...
View ArticleFaiz: Ummeed-e-sehar ki baat suno
Ummeed-e-sehar ki baat sunoby Faiz Ahmed FaizJigar-dareeda hoon, chaak-e-jigar ki baat sunoAlam-raseeda hoon, daaman-e-tar ki baat sunoZubaan-bureeda hoon, zakhm-e-gulu se harf karoShikasta-paa hoon,...
View ArticleFaiz: Ek Naghma Karbala-e-Beirut ke liye
Ek Naghma Karbala-e-Beirut ke liyeby Faiz Ahmed FaizBeirut nigaar-e-bazm-e-jahaanBeirut badil-e-baagh-e-jinaanBachchon ki hasti aankhon keJo aaine chaknachoor hueAb unke sitaaron ki lau seIs shahar ki...
View ArticleFaiz: Bedam hue beemaar dawa kyon nahin dete
Bedam hue beemaar dawa kyon nahin dete by Faiz Ahmed FaizBedam hue beemaar dawa kyon nahin deteTum achche maseeha ho shifa kyon nahin deteDard-e-shab-e-hijraan ki jaza kyon nahin...
View ArticleFaiz: Saalgirah
SaalgirahbyFaiz Ahmed FaizShaayar ka jashn-e-saalgirah hai, sharaab laMansab khitaab rutba unhein kya nahin milaBas naqs hai to itna ki mamdooh ne koiMisra kisi kitaab ke shaayaan nahin likha (From...
View ArticleFaiz: Hum Par Tumhari Chaah Ka Ilzaam Hi To Hai
Hum par tumhari chaah ka ilzaam hi to haibyFaiz Ahmed FaizHum par tumhari chaah ka ilzaam hi to haiDushnaam to nahin hai yeh ikraam hi to haiKarte hain jis pe taan koi jurm to nahinShouq-e-fuzool o...
View ArticleFaiz: Koi Aashiq Kisi Mehbooba Se
Koi Aashiq Kisi Mehbooba SebyFaiz Ahmed Faiz Gulshan-e-yaad mein gar aaj dum-e-baad-e-sabaPhir se chaahe ki gul afshaan ho, to ho jaane doUmr-e-raftaa ke kisi taaq pe bisra hua dardPhir se chaahe ki...
View Article